Showing posts with label Funny Hindi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Funny Hindi Shayari. Show all posts

Wednesday, 21 December 2016

Best 100 Funny Shayari in HIndi Collection

This Page Include Funny Hindi Shayari Collection Use Whatsapp and Facebook and More Social Sites. Share All Funny Shayari in Hindi For Your Friends and Facebook Friends. This Post Include Funny SMS Msgs and Quotes in Hindi.
Best 100 Funny Shayari in HIndi Collection

Best Insult Shayari in Hindi For Girls and Boys


Best Funny Insult SHayari in Hindi For Use Boys and Girls For Whatsapp and facebook , FB and Best Friends




कुछ बेवड़े भले ही खुद Rent पर रहते हों
लेकिन फेसबुक पे स्टेटस
डालेंगे….
हमें खरीदने की कोशिश मत करना पगली….
हम उन पुरखों के वारिस हैं..
जिन्होंने मुजरे में हवेलियाँ दान कर दी
थीं…!!!!



चप्पल छोटी हो जाए तो पाँव में नहीं आती;
वाह वाह!
चप्पल छोटी हो जाए तो पाँव में नहीं आती;
और गर्लफ्रेंड मोटी हो जाए तो बाहों में नहीं आती…



मैने कहा…
मेरे इश्क़ में फ़ना हो जाओ…
उसने भी कह दिया…
पेपर चल रहे है दफ़ा हो जाओ…



Julfo Mein Phoolo Ko Saja Ke Aayi Hai,
Chehre Se Dupatta Utha Ke Aayi Hai,
Kisi Ne Pucha Aaj Badi Khubsurat Lag Rahi Ho,
Maine Kaha Shayad Aaj Naha Ke Aayi Hai.


Best Funny Whatsapp Status in Hindi & English


Aapki yaad mein humne nai kalam uthai,
Liya paper aur tasveer aapki banai,
Socha tha ki usko sambhaal kar rakhenge,
Magar wo to baccchon ko darane ke kaam aayee.



Aaj tum par aansuo kee barsaat hogi,
Phir wohi andheri kaali raat hogi,
Yaad naa karke tumne dil dukhaaya hain mera,
Jaa tere badan me khujali saari raat hogi.



Mohabbat Karli Tumse Bahut Sochne Ke Baad,
Ab Kisi Ko Dekhna Nahi Tumhe Dekhne Ke Baad,
Duniya Chhod Denge Tumhe Pane Ke Baad,
Khuda Maaf Kare Itna Jhooth Bolne Ke Baad.



Nigaahain aaj bhi us shakhs ko talash karti hain Faraz,
Jis ne kaha tha bass “Matric” karlo agey parhai asaan hai..



Baithe the tere khayaalo me ,…
Kore kaagaz pe likha tera naam…….
Tasveer b bana daali or likhaa ye paigaam……..
Zinda ya murda pakadne waale ko 5000 nakad inaam…..



Pyar Mein Kisi Ne Dhokha Khaya Hai,
To Kisi Ne Kasam Khayi Hai,
Hum To Wo Majnu Hai,
Jis Ne Sirf Or Sirf Juti Khayi Hai.



Aksar ye ghatana ghat jati hai,
Wah wah!
aksar ye ghatna ghat jati hai.
Musibat koso door hoti hai,
BC.. GAAND Pahle Phat jati .



Mere sapne me aai ek sundar Pari
WAH WAH
Mere sapne me aai ek sundar pari
Aur boli
Question No. 1 is compulsory



Kasam Se Har Ek Ladki Bhula Dunga,
Sab hi Ki Tasverain Jala DunGa,
Ek Tum hi Raho Ge Iss Dil Me !
Balance Dalwa Do Bhout Dua DunGa



Tadapti mohabbat ka bas itna fasaana hai
Tadapti mohabbat ka bas itna fasaana hai,
Girlfriend ghar pe akeli hai par
Hume Dukan jana hai



Mere pyar ko bewfai ka inam de gayi
Mere dilko yado ka paigam de gayi
Maine kaha mere dilme dard he
To idiot jate-jate “JHANDU BAM”de gayi



Kisi ka Hath Tham k chorna Nhi,
Vada Kisi se Kr K Todna Nhi,
Koi Agar Tod De Dil Apka To
Bina Hath Pair Tode Chhodna Nai.


 Best Hindi Insult Shayari in Hindi



Dekho firse barsat aa gayi,
Tnhayi me waqt bitane ki bat a gayi
Hm to yuhi nihar rhe the barish k pani ko,
Mendak ko dekha to apki yad a gyi.



Agar manzil ko pana hai yeh hausla sath rakh na
Agar pyar ko pana he toh aetbaar saath rkhna
Agar hamesha muskurana he to DAANT saaf rakhna



Arz kiya hai
Vo kahati hai apne bhaiyon se…mere aashiq ko yun na peeto…
zara gaur farmaiye,
Vo kahati hai apne bhaiyon se…mere aashiq ko yun na peeto…
bada ziddi hai ye kameena…pahale kutton ki tarah ghaseeton!!



Rok do mere zanaze ko mujh me jaan aa rahi hai…
aage se thoda right lelo..Ciggarete ki dukan aa rahi hai.



Dusre ki amaanat ko dhekh kar hairan mat ho,
Khuda tumhe bhi dega pareshan mat ho



Hai Tu Agar Mera Dilbar
Hai Tu Agar Mera Dilbar
To Aaj Ke Lunch Ka Bill Tu Bhar



Yeh exam ke rishte bhi ajeeb hote hai,
Sab apne apne naseeb hote hai,
Rahte hai jo nigaho se duur,
Saale wahi question compulsary hote hai.



Log Punchhte Hai Ki Asman Me Tare Kitne Hai,
Sale Ye Nhi Punchhte Ki Dunia Me Kuware Kitne Hai



Wo hame bhul jaye is baat ka hame gham nahi.
doob mare wo ladki jiski kismat me hum nahi….



Ladkiyon ne zindagi bhar gum diye,
Jitne bhi number diye sab band diye



Dhadkan Dil Ki Rukk Jaati Hai
Sansein Aksar Tham Jaati Hai
Bahut Buri Haalat Hoti Hai Yaaron
Jab Girlfriend Se Shaadi Karne Ki Naubat Aati Hai…


Best Funny Whatsapp Status Update


Neend Aati Hai To Ek Khwab Aata Hai
Khwab Mein Ek Ladki Aati Hai
Aur Peeche Uska Baap Aata Hai
Phir Kya, Phir Na Neend Aati Hai
Na Khwab Aata Hai…



Jab Tu Hoti Thi Meri Zindagi Mein To Tere Mere Ishq Ke Charche Bahut They
Accha He Hua Zindagi Se Chali Gayi Tu Kyunki Tere Kharche He Bahut They..



Socha tha us bewakuf ko bhul jaayenge,
Dekh ker bhi andekha ker jaayenge,
Par,Jaise hi wo saamne aaye wo hasi chehra,
Socha is baar dekh lu agli baar bhul jaayenge



Mein din bhar kuch nahin karta, Mein araam karta hoon,
Woh apna kaam karte hain, Mein apna kaam karta hoon..



Dil hai sacha aur dimagh hai kacha,
Wah Wah
Dil ha sacha aur dimagh hai kacha..
Tere msgs nai aa rahey
Kya baat hai bacha???



Hum dil fek aashiq har kam me kamal kar de.
Jo wada kare use pura har haal me kar de.
Tujhe lipistik lagane ki kya jarurat,
hum hot chum-chum ke lal kar de.



मोहब्बत के खर्चो की बड़ी लंबी कहानी है,
कभी फिल्म दिखानी है तो कभी शोपिंग करानी है,
मास्टर रोज कहता है कहाँ है फीस के पैसे?
उसे समझाऊं मैं कैसे की मुझे छोरी पटानी है!!



Cham Cham kar ke aayi,
Cham Cham kar ke chali gayi,
Main Sindoor leke khada raha,
Aur woh rakhi ban ke chali gayi.



Kisi ko apna banalo, ya kisi k ho jao,
agar kuch bhi nahi hota to…
DON’T WORRY
chadar-takiya lo aur so jao.



Tumhari yaad dil se jaane nahi denge,
Tumhare jesa dost khone bhi nahi denge,
Roj sharafat se SMS kiya karo warna,
Ek kaan ke niche denge aur rone bhi nahi denge.


Funny Hindi SMS



Ishq ki raah me wo kya kamaal karti hain,
wah… wah…..
Ishq ki raah me wo kya kamaal karti hain,
Likh ke “I Love You” send to all karti hain…..!!!



Jab dhoka mila pyaar me,
Zindagi me udasi si chhaa gayi,
Socha chhod dete hai is raah ko,
Tabhi kambhakht mohalley me dusri aa gayi…!!!



Apne dard ko chupana seekh liya,
har baat par muskuraana seekh liya.
Bas ye do line bolkar,
sunder laadkiyon ko patana seekh liya



Galib BANK Lutne gaye aur BANK me sher farmaya.
“Taqdir me jo hai wohi milega.
Taqdir me jo h vahi milega.
Hands up karlo saalon koi apni jagah se nhi hilega..



Shayari na karke tod diya dil mera,
Ab mobile dfna dena,
Kafan na mile to apna rumal udha dena,
Koi puche rog kya tha?
to Najrein jhukake apni Kanjusi bata dena.



Aap mann hi mann uhne chahte reh gye,
unhe patane ka plan bnate reh gye,
patakar koi aur le gya unhe,
aur aap unki shadi k tant se kutte bhagate reh gye.



Tohafe Mein Mat Gulab Lekar Aana,
Meri Qabr Per Mat Chirag Lekar Aana.
Bahot Pyasa Hoon Arso’n Se Main,
Jub Bhi Aana Sharaab Lekar Aana..



Bindas muskurao kya gam hai,
Zindgi me tension kisko kam hai,
Yaad karne wale to bahut hai aapko,
Dil se ‘TANG’ karne wale to sirf HUM hai.



Humne puchha usse ke, bhula diya hume kaise ?
Baja ke chhutkiya woh boli…. aise, aise, aise :-p



Hum dua karte hain Khuda se,
ki wo aap jaisa dost aur na banaye,
Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,
kahin wo bhi common na ho jaye!



Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai,
Na Kuch Khane-Peene, Na Sone Ko Jee Chahta Hai,
Ye Garmi Ab Bardaast Nahi Hoti,
Sab Chhod Kar Ab Shimla Chale Jane Ko Jee Chahta Hai.



Har taraf padhai ka saya hai,
Kitabo main sukh kisne paya hai,
Ladke to jate hai tution ladkiyan dekhne,
Aur sir kehte hai dekho itni barsat mai ladka padhne aya hai.



Heer ro ro kar raanjhe se keh rahi hai,
Haath chhor kameene meri naak beh rahi hai.



Ajab si halat hai tere janay ke bad,
Mujhe bhukh lagti nahin khana khanay ke bad,
Mere pass 2 hi samose the jo maine kha liye,
Ek tere aane se pehle ek tere jane ke baad.



Tumhari naam ki gazalein chand par likhne ko ji chahta hai.
Par kya karu yeh zalim khwab amavas ki raat ko hi aata hai.



Log ishq karte hain bade shor ke saath,
Humne bhi kiya tha bade zor ke saath,
Magar ab karenge zara gaur ke saath,
Kyunki kal dekha tha use kisi aur ke saath!


Funny Msgs in HIndi बेस्ट फनी शायरी  



Dhokha milta hai jab pyar mein,
Zindagi mein udasi chha jati hai.
Sochte hain chhor denge is duniya ko,
Kambakht college me dusri pasand aa jati hai.



Jawani ke din chamkile ho gaye,
Husn ke tevar nukeele ho gaye,
Hum izhar karne me thode dhele ho gaye,
Aur udhar unke hath peele ho gaye!.



Part-1 - Funny Shayari in Hindi - Funny SMS

Funny Shayari in Hindi - Funny SMS

Funny Shayari - Hum Apke Sath Share Kar Rhe Hai Funny Shayari in Hindi Jisme 2 Line Hindi Funny Shayari On Smile Ko Bhi Add Kiya Gaya Hai Jise Aap 2 Line Funny Whatsapp Status Keh Sakte Hai. मजेदार फनी शायरी हिंदी मैं .

Funny Shayari in Hindi - Funny SMS

Funny Shayari फनी शायरी हिंदी


Best List Of Funny Shayari in Hindi बेस्ट फनी हिंदी शायर कलेक्शन



Usne mehandi lg rakhi thi, Humne uski doli utha rkhi thi,
Humko pata tha ki wo bewafa niklegi, Isiliye humne uski behen v pta rkhi thi.



Jubaan mein thi narmi…par zamane ke natak dekh, mujhe bhi agayi Garmi.



आशिकी की हद तो देखो एक लड़के की गर्ल फ्रेंड मर गयी तोउस लड़के ने चिता पर लेट कर लड़कीके साथ
सेल्फी खींच कर पोस्ट किया –
“Me with My ex girl Friend”. at शमशान घाट



Laila ke shaddi me lafda ho gaya …
Majnu itna naccha ki langda ho gaya…



कंप्यूटर‬ के जैसा ‪दिमाग‬ था मेरा….‪‎पगली‬ ने ‪‎luv‬ u luv u कर के ‪‎हैंग‬ कर दिया..!!


Best Funny Shayari For Whatsapp Facebook



Aapko Dekhkr Sitare Chamak Mangege
Pyase Aapki Zulfon Se Ghta Mangege,
Apne Kndhe Se Duptta Na Sarkne Dena
Vrna Buddhe B Jwani Ki Dua Mangege.



Laakho Khwaish Aisi Ke Har Khawish Pe Dum Nikle,
Koi To Meri Wife Se Kahe Ke Wo Shopping Ke Liye Kam Nikle



यहां खुदा है, वहां खुदा है, आस पास खुदा ही खुदा है,
और जहां खुदा नहीं है, वहां कल खुदेगा । – नगरपालिका



Mere Dost Tum Bhi Likha Karo Shayari
Tumhara Bhi Meri Tarah Naam Ho Jayega
Jab Tum Par Bhi Padenge Ande Aur Tamatar
To Shaam Ki Sabji Ka Intajaam Ho Jayega



Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge,
Tumhaare jaisa dost khone bhi nahin denge,
Roz sharafat se sms kiya karo warna,
Ek kaan k neeche denge or rone bhi nahin denge…



Jidhar Dekho Ishq K Bimar Baithe H,
Hazaron Mar Gaye Lakhon Taiyar Baithe H,
Barbad Hote Hain Ladkiyon K Piche,
Aur Kehte Hai Ki Berojgar Baithe H.



दिल जल रहा है किस्मत आजमा रहा हूं
दिल जल रहा है किस्मत आजमा रहा हूं
खूब घुमाया उस बेवफा को बाइक पर इसीलिए आज रिक्शा चला रहा हूं.


Best Funny Whatsapp Status in Hindi & English


बहुत उदास है कोई तेरे जाने से;
हो सके तो लौट आ किसी बहाने से;
तू लाख खफा सही पर एक बार तो देख;
कितना कचरा जमा है तेरे न आने से!



baith kar mehbooba ke julfo ke saye me aisa josh aya
baith kar mehbooba ke julfo ke saye me aisa josh aya
uske bap ne dekh lia aur I.C.U. me hosh aya



Galib Bank lutne gaya aur ak shayeri farmaya.
takdir mai hai jo wahi milega….
takdir mai hai jo wahi milega…..
Hands-up bhootni waalo koe apni jagah se nahi hilega.



Auto driver ki seat ke piche
Bahut mast lines likhi thi couples k liye-
Bharat ki Sanskriti me sab kuch bikta hai
Izzat se baithe
Aaine me sab kuch dikhta hai.



ISHQ me DAULAT saari na LUTA dena**
Mummy papa k ARMAAN khaak me na mila dena **
Ghar se mile h paise SABZI k liye BETA **
Bazar ja kr girlfrnd ka Rchrge na kra dena :



Aaj ke yug me sirf wahi log sharif hai,
Jinke mobile me password nahi hai !!!



Naa jane kaun sa virus hai teri yaado me,
Tujhko sochta hu to hang sa ho jata hu…


2 Line Funny Status Hindi For Whatsapp



अपनी इंडिया में सरकार हो या शादी
सबको एक साल में खुश खबरी चाहिए..।
पगली प्यार दिखाएगी तो प्यार पाएगी
एट्टीटुड दिखाएगी तो थप्पड खाएगी..



Raat ko kitab meri mujhe dekhti rhee..
neend mujhe apni orr khenchti rhee..
Neend ka jhonka mera mann moh gayaa..
Aur aik raat phir yeh genius bina padhe so gaya.



हसरत ए दीदार के लिये
उसकी गली मे मोबाईल की दुकान खोली ……
मत पूछो अब हालात ए बेबसी ऐ गालिब,
रोज़ एक नया शख्स उनके नम्बर पे रीचार्ज़ करवानें आता है …..



Arz kiya hy:
Daag to chala jaega kameez se,
Wah wah
Daag to chala jaega kameez se,
Agr tm kapre dho tameez se:



aaj wo date par boht hans rahi thi,
Ussk jany k baad pata chala k meri zip khuli thi


Best Funny Whatsapp Status Update


har aahat par jaan nikal jaati hai.
yeh public toilet mein darwaza kiyun nhi hota



Ab to dunyiya walon pe bilkul bharosa nahi karna ”Faraz”
Ek bewafa humko China ka Bakra keh kar Kutta Baich gaya.



Un se keh do woh mujhe Pagal na kahein,
Ammi kehti hein jo kehta hai wo khud hi hota hai



Mujhe Raat bhar yeh baat sone Nahi deti,
ke Zindagi 4 din ki hai to TEST MATCH 5 din key



Kisi ka jhoota peenay say muhabbat barhti hai,
ye keh kar woh meri sari PEPSI pee gaya



WO MILA TO KEHTA THA K “PILOT ” BNOON GA
ZINDAGI KI RANJISHOON NAY USAY JAHAaz BNA DIA



YU Barisho Se Dosti Achhi Nahi,
Ghar Main Paani Bhara to Tera Baap Nikaale Ga Kya



Thori He Dair K liye To Chaarpai Pe Lety Thy,
Kisi Ullu K Pathay Ne Janaza Parha Diya!



Masoom Muhabbat ka
Bas itna fasana hai.
Ammi Ghar se Nikalny Nahi Deeti
AUR mujhy DATE pe jana hai



Log mujh say ronay key waja pochtay hain FRaaZ
Lagta hay kabi kisi key ungli darwazay main nahi phansi



Sahi Deemag Ke Liye Santre Ka Juice,
Aachi Sehat Ke Liye Aanaar Ka Juice,
Aankho Ke Liye Gaajar Ka Juice,
Khush Rahene Ke Liye Message Kar Kanjush.



Dil ka dard todne vale kya jane,
Pyar ke riwazo ko zamana kya jane,
Hoti hai kitni taklif ladki patane me,
Yeh ghar baitha ladki ka bap kya jane.



Kuch Dost 5 Ke note ki tarah hote hai..
Jab bhi milenge fatte haal hi milenge..



Thik hain Badal jaao tum,
Lekin yeh yaad rakhna ki hum Badal Gaye toh tum karvate badalte rah jaaoge..


Funny SMS in Hindi , Funny Status in Hindi For FB



Bahot Dard Hota He Jab Teacher Bolte He Mujse Ki,
Tumhare Aur Tumhare Aagewala Ka Answer Ek He Tha.
Tab Dil Se Aawaz Aati He, Tho Saale Savaal Bhi To Ek Hi Tha..



परीक्षा में बैठे दुखी छात्र की शायरी:
प्यासी निगाहों से जलता रहा मेरी चाहत का दिया;
कुछ तो बता दे मेरे यार,
मैंने अभी शुरू भी नहीं किया


Funny Teacher Student Jokes in Hindi

Page-2 - Best 100 Funny Shayari in HIndi Collection

Friday, 2 December 2016

Cigarette Attitude Status SMS DP Images For Nawabi Royal Faadu Boy

Cigarette Attitude Status SMS DP Images For Nawabi Royal Faadu Boy, Cigarette Shayari Fully Faadu Attitude Quotes Images With Status, Photo
Cigarette Attitude Status SMS DP Images For Nawabi Royal Faadu Boy

Kabhi khamoshi bhi bahut kuch keh jaati hai,
tadpane ke liye yaad reh jaati hai,
kya farak padhta hai charas ho ya gold flak,
jalne ke baad sirf raakh reh jaati hai.

Cigarette Faadu Funny Shayari SMS Images on Akelay Akelay suttay

Cigarette Funny Shayari SMS Images on Akelay Akelay suttay , Funny Attitude Royal Nawabi Faadu Shayari on Cigarette For Boys
Cigarette Faadu Funny Shayari SMS Images on Akelay Akelay suttay

Maut ke baad yaad aa raha hai koi.....
Cigarette meri kaber par jala raha hai koi..
yaa rab..! Do pal ki mohalat aur de de mujhe.
Akelay Akelay suttay laga raha hai koi.

Tuesday, 1 November 2016

Boys vs Girls Insult Bezzati Shayari SMS For Whatsapp Collection

Boys vs Girls Insult Bezzati Shayari SMS For Whatsapp Collection, Boys vs Girls Shayari Status Collection in Hindi, SMS For Bezzati For Boys and Girls For Whatsapp, Funny Insult Shayari
Boys vs Girls Insult Bezzati Shayari SMS For Whatsapp Collection


Main bhejta hu kitne la-jawaab sher,
Hote hain har baar kuchh khaas sher,
Koi dum nahi hai tumhare in shero mein,
Kahan se laate ho itne bakwaas sher…


Lohe ko loha kaat sakta hai,
Zeher ko zeher kaat sakti hai,
Tum plz apna khayal rakhna,
Tum ko kabhi bhi kutta kaat sakta hai…

Kisi ne dil badal liya,
Kisi ne dharkan badal li,
Aapke paas kuch nahi tha badalne ko,
To aapne mandir me ja kar chappal badal li…

Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi poochh aur chaar taangein paaoge!

Na jaane kab koi taara toot jaaye,
Na jaane kab koi aansu aankh se chhoot jaaye,
Kuch pal hamare saath bhi has lo,
Na jaane kab tumhare daant toot jaaye…

Mana ki tum kisi rani se kam nahi,
Magar wo “rani” rani nhi, jiske “raja” hum nahi…

Aankho se aansuo ki judaai kar do,
Dil se ghamo ki vidaai kar do,
Agar dil na lage kahin to,
Aa jaao mere ghar ki safai kar do…

Aankhon mein noor hai chehre pe suroor hai,
Aankhon mein noor hai chehre pe suroor hai,
Apni kisi friend se baat hi karva do meri,
Shaadi abhi bohut door hai…

Top 20 Sharabi Shayari

Har safar mein aapka saath hum denge,
Apne pyar ki saugat hum denge,
Girne lage to haath hum denge,
Aur na bhi gire to, ek laat hum denge…

Zindagi me kuch sapne saja lena,
Dil me kuch armaan jaga lena,
Hum aapki raahon se har dard chura lenge,
Jab chaho hum se disprin mangwa lena…

Shaam hote hi ye dil udaas hota hai,
Toote khawabo ke siwa kuch na paas hota hai,
Tumhari yaad aise waqt bahut aati hai,
Jab koi bandar aas paas hota hai…

Pyar na rahe to wafa kaun karega,
Dost na rahe to dosti kaun karega,
Khuda salamat rakhe tumhe varna,
Bandar ki tarah uchal-kood kaun karega…

Kore kaaghaz pe likha tera naam hai,
Teri tasveer bana daali or likha ye peghaam hai,
Dimaagi tawazun theek nahi,
Dhoondne waale ko 50,000 ka inaam hai…

Zindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangaal hai,
Kya aapki shayari factory mein hadtal hai,
Yaar kuch to bhejo,
Ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai…

Kabhi hosla bhi aazmana chahiye,
Bure waqt mein muskurana chahiye,
Jab saatwein din mein khujli ho,
To aathwein din naha lena chahiye…

Tum zindagi mein kaafi aage jaoge,
Aage hi aage badthe chale jaoge,
Kyuki jahaan bhi jaoge,
Log kahenge ‘chal-chal age ho’…

Teri dosti mein diwaane ho gaye,
Tujhe apna banate-banate khud se begaane ho gaye,
Pukar le pyar se ek baar aye mere dost,
Murge ki awaaz sune zamane ho gaye…

Aapki baaton pe dil haaru,
Aapki surat pe jaan waaru,
Jis din nahi aata aapka sher,
Dil karta hai, aapko patak-patak ke maaru…

Kanjoos ke roop mein aapko yaad kiya jayega,
Kanjoosi ka aapko “award” diya jayega,
Bhool se koi call/sms mat kar dena
Warna ye “award” haath se nikal jayega!!

Good Morning Shayari in Hindi

Mandir mein jaap karta hoon,
Masjid mein aadab karta hoon,
Insan se kahin farishta na ban jaun,
Isliye roz tujhko message karke paap karta hoon…

Zindagi jeete ho kanjoos ki,
Hamari tarah bhi kabhi jiya karo,
Mere SMS roz padh ke sharam nahee aati,
Khud bhi kabhi SMS send kiya karo.

Aapki smile ne saara jahan hila diya,
Wah.. Wah…
Aapki smile ne saara jahan hila diya,
Coma sey jaage mareez ko, permanent sula diya…

Aap kya jaano hum apko kitna yaad karte hai,
Har pal aapki faryad karte hai,
Roz khat likhte hai cartoon network ko,
Aap ko dikhane ki maang karte hai…

I miss u rozana,
After breakfast and khana,
Ab tum zyada mat itrana,
Hamko achcha lagta hai aapko ullu banana…

Dil se tera khayal na jaaye to kya karun,
Tu hi bata tu yaad aaye to kya karun,
Hasrat yehi hai k ek nazar dekh lu tujhe,
Par madaari roz na laaye to kya karun…

Ek shaadi shuda aadmi ne apni kavita mein kaha hai,
Maang bharne ki saza kuchh is kadar paa raha hu,
Ki maang puri karte karte maang ke kha raha hu…

Chappal chhoti ho jaaye to paaon mein nahi aati,
Chappal chhoti ho jaaye to paaon mein nahi aati,
Aur girlfrnd moti ho jaaye to baahon mein nahi aati!

Find All type Hindi Shayari

Saturday, 29 October 2016

Funny Angry Hindi Shayari Image On Ladki Ka Baap Kya Jane

Funny Angry Hindi Shayari Image On Ladki Ka Baap Kya Jane , Angry Funny Shayari for boys Image, Latest New Funny SMS in Hindi For Whatsapp and facebook
Funny Angry Hindi Shayari Image On Ladki Ka Baap Kya Jane
Funny Angry Hindi Shayari Image On Ladki Ka Baap Kya Jane 
Dil Ka Dard Dil Torrne Waley Kiya Jaaney,
Pyar Ke Rivajon Ko Zamana Kiya Jaaney,
Hoti Hai Kitni Takleef Larrki Ko Pataney Main,
Ye Ghar Pe Baitha Larki Ka Baap Kiya Jaaney

Find All Type Hindi Shayai

Funny Hindi Shayari SMS Image On Jab Barish Hoti Hai

Funny Hindi Shayari SMS Image On Jab Barish Hoti Hai, Latest New Funny Hindi Shayari , Smile Shayari in Hindi For Whatsapp and facebook
Funny Hindi Shayari SMS Image On Jab Barish Hoti Hai
Funny Hindi Shayari SMS Image On Jab Barish Hoti Hai
Jab Barish Hoti Hai, Tum Yaad Aate Ho.
Jab Kali Ghata Chhati Hai , Tum Yaad Ate Ho,
Jab Bheegte Hain Hum, Tum Yaad Aate Ho,
Bataoo Meri Umbrella Kab Wapis Kro Ge!

Find All Type Hindi Shayai

Thursday, 15 September 2016

Best Funny SMS Hindi Shayari on Jalee ko aag kehte hain

Best Funny SMS Hindi Shayari on Jalee ko aag kehte hain, Funny SMS in Hindi, Funny Quotes Hindi SMS For Boy and Girl
Best Funny SMS Hindi Shayari on Jalee ko aag kehte hain With Image
Funny Image Shayari | HIndi SHayari With Image | Girl vs Boy Status in Hindi Images
Jalee ko #aag kehte hain.
Bujhi ko rakh kehte hain.
Jo cheez #tumhare paas nahin hai jaani,
use hum #dimag kehte hain!

Check
Hindi Shayari Of 2 Line
Sad Hindi Shayari For Whatsapp

New Funny Shayari in Hindi Fully Bejjati on Sharaab bani

New Funny Shayari in Hindi Fully Bejjati on Smile
New Funny Shayari in Hindi Fully Bejjati on Smile With Image
Funny Hindi Shayari With Image, Girl Alone Shayari
Sharaab bani to mekhane bane.
Husn bana to deewane bane.
Kuch to hai Baat aap mein,
yun hi nahin paagalkhane bane!

Check
Hindi Shayari Of 2 Line
Sad Hindi Shayari For Whatsapp

Girl and Boy insult Hindi Shayari For Whatsapp Facebook On Bejjati

Girl and Boy insult Hindi Shayari For Whatsapp Facebook On Bejjati, SMS in Hindi Quotes
Girl and Boy insult Hindi Shayari For Whatsapp Facebook On Bejjati With Image
Girl Insult Image,Girl Image Hindi Shayari,Hindi SHayari Image

Tum door sahi, majboor sahi,
phir bhi yaad tumhari aati hai.
Tum saans wahan lete ho, 
badboo yahan tak aati hai!

Funny Shayari in Hindi Of Girl and Boy Nawabi On Ek Tum Ho

Funny Shayari in Hindi Of Girl and Boy Nawabi On Ek Tum Ho, New Funny Hindi Shayari For Whatsapp and Facebook Girl and Boy
Funny Shayari in Hindi Of Girl and Boy Nawabi On Ek Tum Ho with Image
Funny Image With HIndi Shayari 
Ek tum ho ki kitne achhe ho,
ek tum ho ki kitne pyare ho.
ek tum ho ki kitne sachhe ho.
Aur ek hum hai ki jhoot pe jhoot bole ja rahe hai!

Check
Whatsapp Attitude Status For Girl vs Boy

Sunday, 11 September 2016

Funny Hindi Shayari Of Exam On Ek Din | Funny Status

Best Funny Hindi Shayari Of Exam On Ek Din | Funny Status For Whatsapp Comedy Shayari in Hindi Full
Funny Hindi Shayari Of Exam On Ek Din  Funny Status

Exam anthem
Hm honge all pass
hm #honge all pass
hm #honge all pass ek din....
ho ho likhte hai #bakhwas phir bhi hai vishwas
result hoga #jhakas ek din

Read
Hindi Shayari 2 Line
Sad Hindi Shayai