Sunday, 4 December 2016

Muat Shayari in Hindi of Sad Shayri 2017 SMS Quoes

Dosto Mout Se Bhi Battar hai ye Ishq-e-mohabbat Jo Dil Ke Sath Insaan Ko Bhi Ander Tak Tod Deti Hai Or Esa Todti Hai Ki Humar Beet Jati hai Par Dard Nhi Jata , Kuch Dard or Muat Se Bhari Shayari Share Kari hai Aap Dosto Ke Sath
 DP Images Muat Shayari in Hindi of Sad Shayri 2017 SMS Quoes

Sad Dard Bhari SMS Shayari Shayri in Hindi  For Love


1) Sad Shayari On Litna Dard hai Dil Mai


कितना दर्द है दिल में #दिखाया नहीं जाता, 
किसी की बर्बादी का #किस्सा सुनाया नहीं जाता, 
एक बार जी भर के देख लो इस चेहरे को, 
क्योंकि बार बार #कफ़न उठाया नहीं जाता।

Kitna Dard hai Dil Main Dikhaya Nhi Jata.
Kisi Ki Barbadi Ka Kissa Sunaya Nhi Jata.
Ek Bar Ji Bhar Ke Dekh Lo is Chehre Ko.
Kyoki Bar Bar Kafan Uthaya Nhi jata,


2) 2 Line Sad Shayari


दिले #ख्वाहिश जनाब कोई उनसे भी तो पूछे, 
#ख्वाहिश में जरुर वो मेरी मौत ही #मांगेंगे देखना।

Dile Khuwahish Jnab koi Unse Bhi to puche.
Khuwahish Main Jarur Wo Meri Maut Hi Mangenge Dekhna,


3) Love Sad Shayri in Hindi



कशिश तो बहुत है मेरे प्यार में, 
लेकिन वो पत्थर दिल #पिघलता नहीं, 
अगर मिले खुदा तो #माँगूंगी उसको, 
मगर #ख़ुदा मरने से पहले मिलता नहीं।

Kashis To bhut Hai Mere Pyar Main.
Kalin Wo Patthar Dil Pighalta Nhi.
Agr Mile Khuda To Magungi Usko,
Mgar Khuda Marne Se Phle Milta Nhi,


4) Gam Bhari Shayari in Hindi Fonts



रूह ए इश्क़ का अंजाम तो देखो 
अपनी मौत का #पैगाम तो देखो, 
खुदा #खुद लेने आया है जमीन पर 
ये टूटे #दिल का इनाम तो देखो। 

Ruh-e-Ishq Ka Anjam To Dekho.
Apni Muat Ka Pegaam To Dekho.
Khuda Khud Lene Aya Hai Jamin Par.
Ye Tute Dil Ka Inaam To Dekho,


5) Dard Shayari SMS Messages



जिंदगी तो #हमेशा से ही, 
बेवफा और #ज़ालिम होती है मेरे दोस्त, 
बस एक मौत ही #वफादार होती है, 
जो हर किसी को मिलती है।

Jindagi To Humesha Se hi.
Bewafa Or Jalim Hoti Hai Mere Dosto.
Bas Ek Muat Hi Wafadar Hoti Hai.
Jo Har Kisi Ko Miltai Hai.

More Love and Sad Shayari


Hume Aasha Hai Ki Apko Humari Muat Shayari Ka Chhota Collection Pasand Aya Hoga Plz Comment Mai Jarur Btaye
Loading...

0 comments:

Post a Comment